ISLAMIC SMS
The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) never expressed disapproval of food; if he desired it he ate it and if he disliked it he left it alone.
The strong man is not the good wrestler; the strong man is only the one who controls himself when he is angry.
(Bukhari, Muslim).
"Do good to others as ALLAH has done good to you;
And don"t strive to make MISCHIEF on the Earth.
AL-Qasas (28:77)
Hum fazail k samandar ko NABI kehte hain;
Aur kamalat k bani ko ALI kehte hain;
Sabr ki dhal se jo zulm ki nabzain toray;
Aisi hasti ko ham Husain ibn-e-Ali kehte hain.
Ali k nam se "Khaibar" fatah ho jata hai
Ali hi hai jo Ishq-e-Muhammad kahlata hai
Mawaddat-e-Ahle Bait ka jam pi kr to daikho
Is Nasha mai zindagi bhar ji kar to daikho
Aur madad khud aan pohanche gi ik nara e ali se
Mushkil Ghari mai Nad-e-Ali Pukar k to daikho
Nara-e-haidri "Ya Ali"
Sunnat-e-Nabvi
Charhai per charhatay waqt Allah-o-Akbar kehna.
Hadees:
"Jab tum apne bister par jao tou surah fateha aor surah ikhlas ko par lya karo.. Moat k ilawa har cheez se be-khauf ho jao gay."